
Pyaar Aata Hai Lyrics
Teri Baahon mein aana hai
kho jana hai
Na ho lafzon mein bayan
fir bhi batana hai
Teri Baahon mein aana hai
kho jana hai
Na ho lafzon mein bayan
fir bhi batana hai
Hai ishq besumar aata hai
Pyar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Pyar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Ik Ik lamhein mein 100 100 baar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyar aata hai
Teri baatein ab khud se karta main rahu
Teri galiyon se yun hi main Guzarta rahu
Teri baatein ab khud se karta main rahu
Teri galiyon se yun hi main Guzarta rahu
Tujhse he dil ko karaar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Ik Ik lamhein mein 100 100 baar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Neendon mein jaga ke staane lage ho
Aazmane lage ho yaa jatane lage ho
Aankhein batati hai tum bhi chahne lage ho
Deewano ko bhi lgne tum deewane lage tho
Aankhein batati hai tum bhi chahne lage ho
Deewano ko bhi lgne tum deewane lage tho
Aankhey band kru ru-ba-ru tu aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Ik Ik lamhein mein 100 100 baar aata hai
Pyaar aata hai tujhpe pyaar aata hai
Pyaar Aata Hai Song Credits
iLyricsKing FAQs
Who Wrote The Lyrics Of The “Pyaar Aata Hai” Song?
Rana Sotal Written The Lyrics Of “Pyaar Aata Hai”.
Who Is The Singer Of “Pyaar Aata Hai” Song?
Rito Riba & Shreya Ghoshal Have Sung The Song “Pyaar Aata Hai”.
Who Has Featured In The Music Video?
The Music Video Of “Pyaar Aata Hai” Featurs Ishaan Khatter & Tara Sutaria”.